This is one of those poems which strikes a direct chord in your heart.It's from the movie 'Anand', one of my all time favorites.
--------------------------------------------------------------------
Maut tu ek kavita hai
Mujhse ek kavita ka vaada hai, milegi mujhse
Doobti nafson mein jab dard ko neend aane lage,
zard sa chehra liye chaand ufaq tak pahunche
Din Abhi Paani mein ho, Raat kinaare ke kareeb
Na Andhera Na ujaala, Na Aandhi, Raat na Din,
Jism jab khatm ho aur rooh ko saans aane lage
Mujhse ek kavita ka vaada hai, milegi mujhse
Maut tu ek kavita hai
------------------------------------------------------
Thursday November 10, 2005 - 05:33pm (IST)
Comments(2 total)
Maloy:
yaar kavita to itni acchi thi.. tu usko MAUT kyun bana raha hai ?? Bechari sunegi to kitna dukh hoga usko ???
Friday November 11, 2005 - 12:31pm (IST)
Bivas:
Hmmm...never looked at it from that angle :P
But look at it this way, The poem says 'Maut Tu Ek Kavita hai' which implies Maut bhi Kavita ban jaati hai n not vice versa ;)
Friday November 11, 2005 - 07:13pm (IST)
No comments:
Post a Comment